![]() |
Badal raha jamana ...,, |
Hamari hariyali
ab rangbirangi hoti jaa rahi ……2
Janha dikhte the
lambe lambe vraksh ab vanha
Emartein najar aa
rahi hai ………………..……………2
Ye nile gagan ki
tasveer kuch dhundhli dhundhli si najar aa rahi hai ……….2
Janha firte the
pakshi befikr ho kar aaj vanha goli bari najar aa rahi hai,
Banth diya
sarhadon me jahan ko ,langh gya apni sab hado ko ….
Baha diya lahu
esi mein ye mile mujhe ye tere ko ……………2
Jangal ho gye
khak ab chule ki rakh me , or nhi chamkti
chandni ab etni raat me ….
………... ……………………..Kyoki…………………………………….
Gaddhe jo kar
diye ensan ne chand me,………………2
Ab jal nhi kuye
ki gahrai me ,nadiyan bhi najar aati hai sukhi bahar me ,
Pahle jo aati thi
sondhi sondhi mahak en hawaon me
Ab nazar nhi aati
wo tajgi en hawaon me……………………2
Pahle jo khilte
the phool bagh me
Ab khule aam
bichte hai bazaar me
Pahle jo nadiyan
pyas bujaya karti thi rahgiron ki
Ab wo ruki hai
apne hi marg me
TABHI TOH
LAGTA HAI YARO MUJHE ESA ………..
Badal raha jamana badal raha janha sara
Ab kuch bhi karlo bhaiya nhi ghatne wala ye suraj
ka para ……..
Poet :- Anurag Sharma
Date
:- 12/02/2010